Collection of SMS
Angry Shayari
Angry Shayari in Hindi
08 months ago
by Sunny
in Angry Shayari
Jab chla chor k batlane ki zehmat bhi na ki,
Khob tha dosti ek arsa nibhanay wala,
Dushmani k bhi tu aadaab hain aey dost bata,
Koi itna bhi na tha tujh ko batanay wala…
