Bewafa Shayari

Intezaar Shayari SMS in Hindi

0

Shayari

Tere intezaar..meh yeh nazreeh jhuki hai,
tere cehree kii jhalak koh paneeh ke caah jagee hai..
na janu tera naam na…tera .pata ..
par dil meh anjanii seeh behchaini jagee hai…

Yaadein… Sad shayari

0

Bewafa Shayari

Yaad mein teri ankhe bharta hai koi….
Har saans ke saath tujhe yaad karta hai koi….
Maut ti aisi cheez hai jisko aana hi hai….
Lakin teri judai mein har roz marta hai koi..!!

Kaise bhula dun main teri yaad…

0

Kaise bhula dun main teri yaad,
Ab to mumkin nahi bhulana teri yaad.
Kabhi the ham divana tere naam ke,
Aaj teri chahat ne kiya hame barbad….

Avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Dhoondh kar hum thak chuke…

0

Dhoondh kar hum thak chuke,
Kaun si galiyon me jane tum kho gaye.
Ab aur kahan thikana hai is gareeb ka,
Jaakar kabr me khud hi hum so gaye.

Avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Bhul jana yaron itna aasan nahi hota…

0

Bhul jana yaron itna aasan nahi hota,
Zakhmon ke nishan mitana aasan nahi hota.
Mana ho jisne yaar ko khuda,
Unko chhor jana asaan nahi hota…

Avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Bewafa Shayari SMS

0

Aisi bewafaai ki ussne ,
mohabbat bhi badnaam ho gayi….
apni mohabbat ki itni kimat vasool ki usne,
ke hamari arthi bhi nilaam ho gayi…

Bikhar gaya hu mai…

0

Dard ki harr ik hadd se ab guzar gaya hoo’n mai,
phir kabhi na simtunga you’n bikhar gaya hoo’n mai…

Maut bas nahee’n aati rooh k nikalne se,
sans mujh mai baqi hai phir bhi marr gaya hoo’n mai…

PrÎñÇë
pawan.goyat@gmail.com
+919354518410

Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein…

0

Dard Shayari

Sapna Kabhi Sakar Nahi Hota
Mohabbat Ka Koi Aakar Nahi Hota
Sub Kuch Hojata Hai Is Dunya Mein Magar
Dubara Kisi Se Sacha Pyaar Nahi Hota…

Bewafa Shayari SMS

0

Main isliye baithta nahi tanha,
Jane kaise teri yaad chali aati hai,.
Lakh karta hun koshish ki na roun,
Par mahfil me bhi ye rula jati hai.

Avinashkundan368@gmail.com
9910089467

Go to Top