Decent Poetry
Phool sookh jatay hain ek waqt k baad
0Phool sookh jatay hain ek waqt k baad,
Log badal jatay hain ek waqt k baad
Apni dosti bhi tootay gi ek waqt k baad,
Laken wo waqt aayega mere marne k baad.
Dua jo karon tere liye
0Dua jo karon teri “Zindagi” k liye,
Lamhe lamhe ki her “Khushi” k liye,
Khoob aye “Bahaar” tere chaman me,
Tu khush rahay “Puri” zindagi k liye.
Buhut roye uski yadon me
0Buhut roye uski yadon ko seenay se laga k Faraz,
Wali ban jatay agar zikr-e-Khuda kartay.
Haseen labon se jhoot
0Ye Jaan kar us ki har baat per yaqeen kar liya faraz Itne Haseen Labon se wo Johoot kese bolti ho gi
Saanpon ko bandh diya
0Saanpon Ko Baandh Diya Yeh Keh Kar Sapairon Ne, Ae Mohsin. Yahan Insaan Hi Kafi Hain Insaano Ko Dasney Ke Liye…!!!
Aaj Mohabbat Se Yaro Mulaqat Ho Gayi
0Aaj Mohabbat Se Yaro Mulaqat Ho Gayi Meri Dil ki Baton Mein Wo Kho Gayi Jab Pucha Mene Ke Aati He Yad Meri? To Khamosh Ho kar Meri Bahon Mein Sogayi
Ay dil tu mohabbat karta kyun hai
0Ay dil tu mohabbat karta kyun hai, Jo karta hai to phir tadapta kyun hai, Jo baith gaya hai dil mein pyaar ka dard ban kar, Woh ankhon ke raaste nikalta kyun hai.
Mohabbat k jaam me zeher
0Hamain pata tha k teri muhabbat k “Jaam” mein “Zeher” hai ” BEWAFA Lekin… Tere pilany mein khaloos itna tha k hum thukra na sakay…!!!
Samjha do apni yado ko
0Samjha do apni yado ko, Wo bin bulaye pass aaya karti hain, Aap to door reh kar satatay ho magar, Wo pass aa kar rulaya karti hain
Chu lay asman zameen ki talash na kar
0Chu lay aasman zameen ki talash na kar, Jee lay zindagi khushi ki talash na kar, Taqdeer badal jayegi apne aap hi mere dost, Muskurana seekh lay wajah ki talash na kar
