Hazrat Moosa (Alaeh Salam) ne ek dara Allah se pucha!

Ae Allah jab tu khush hota hai to kia karta hai?

Allah ne farmaya: Man us din barish barsata hon!

Hazrat Moosa (Alaeh Salam) ne phir pucha,

Ae Allah jab tu ziada khush hota hai to kia karta hai?

Allah ne farmaya: Me us din betiyan peda karta hon!

Hazrat Moosa (Alaeh Salam) ne phir pucha,

Ae Allah jab tu sabse ziada khush hota hai to kia karta hai?

Allah ne farmaya: Us din me logon k ghar mehman bhejta hon!