Machar

Pathan ki wall clock

0

Ek pathan ki wall clock kharab ho gayi, clock to khola to andar MACHAR mara para tha.

Pathan: O Khana Kharab! Ye chalay ga kese, es ka to DRIVER hi mara para hai :D

Wo kaam jo machar ne kar diya

0

Wo kaam jo baray baray molvi na kar sakay wo ek MACHAR ne kar diya
.
.
Khawateen ko adhi asteen se puri asteen pehenne pe majboor kar diya :)

Geo Molana Dengue

Go to Top