Neend apni bhula k sulaya humko,

Aansoo apne gira k hansaya humko,

Dard kabhi na dena us hasti ko,

Zamana kehta hai MAAN jis ko.